khel rahi hain aankh-michauli mujhse,
teri yaadein aati-jaati.
rulaaye kabhi mujhko, kabhi hasaati hain,
teri yaadein aati jaati.
plabhar ko theherke, beete zamaane ka ehsaas dilaati,
teri yaadein aati-jaati.
tujhe [eeche chhod hum chal pade the nayi raah par -
fir kyun sataati hain, teri yaadein aati-jaati?
Return to Main Page